Bairan nind na aaye
Bairan nind na aaye
Mohe bairan nind na aaye
Mora jiya ghabaraye
Bairan nind na aaye
Mohe bairan nind na aaye
Suni padi meri palko ki galiya
Suni padi meri palko ki galiya
Kaun khilaye nindiya ki kaliya
Apne bhi hain paraye
Mohe bairan nind na aaye
Bairan nind na aaye
Lakh jatan karu aankh naa lage
Lakh jatan karu aankh naa lage
So gayi kushiya aur ghum jage
Ghayal man kit jaye
Mohe bairan nind na aaye
Bairan nind na aaye
Yaad aaye jab pyar ki baate
Yaad aaye jab pyar ki baate
Aur bhi lambi ho jaye raate
Bhor najar nahi aaye
Mohe bairan nind na aaye
Bairan nind na aaye
| Movie | Chacha Zindabad |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Director | J Om Prakash |
| Music Composer | Madan Mohan |
| Lyricist | Rajinder Krishan |
| Star Cast | Kishore Kumar, Anita Guha, Bhagwan, Jagirdar, Tun Tun, Anoop Kumar, Pinky, Raj Mehra, Om Prakash, Sunder, Manorama |

