Badi Door Se Aaya Lyrics | Dharam Aur Kanoon | Manhar Udhas, Kishore Kumar, Alka Yagnik | Kalyanji Anandji

Badi Door Se Aaya Lyrics | Dharam Aur Kanoon | Manhar Udhas, Kishore Kumar, Alka Yagnik | Kalyanji Anandji

Badi dur se aaya
Badi dur se aaya
Banna re par banni na bole
Badi dur se aaya
Banna re par banni na bole
Banni ka kajra bole
Banni ka gajra bole
Banni ka kajra bole
Banni ka gajra bole
Banni ki laali bole re
Par banni na bole
Badi dur se aaya
Banna re par banni na bole
Kyu na banni bole

Ho hai laaj sharam ka gahna
Meri banni ne pahna
Hai laaj sharam ka gahna
Meri banni ne pahna
Sikha hai
Sikha hai meri banni ne
Chup rah ke sukh dukh sahna
Sikha hai pyari banni ne
Chup rah ke sukh dukh sahna
Badi dur se aaya
Banna re par banni na bole
Banni ka kangana bole
Banni ka bichhua bole
Banni ka kangana bole
Banni ka bichhua bole
Banni ki payal bole re
Par banni na bole
Badi dur se aaya
Banna re par banni na bole
Kyu na banni bole

Ho shad rahe aabad rahe
Geet khushi ke tu gaaye
Ha geet khushi ke tu gaaye
Ho phul hi phul ho un raaho me
Jin raaho se tu jaye
Ha jin raaho se tu jaye
Bin maange mile
Bin maange mile duaye
To phir banni kyu bole
Bin maange mile duaye
To phir banni kyu bole
Badi dur se aaya
Banna re par banni na bole
Banni ka jhumar bole
Banni ka jhumka bole
Banni ka jhumar bole
Banni ka jhumka bole
Banni ki mehandi bole re
Par banni na bole
Badi dur se aaya
Banna re par banni na bole
Kyu na banni bole

Are ha ha ha ha
Shaadi se pahle yaaro
Banni kaise bolegi
Banni kaise bolegi
Shaadi se pahle yaaro
Banni kaise bolegi
Jara ho jane do
Jara ho jane do shaadi
Phir to banni hi bolegi
Jara ho jane do shaadi
Phir to banni hi bolegi
Badi dur se aaya
Banna re par banni na bole
Banni ki nigahein bole
Banni ki adaye bole
Banni ki nigahein bole
Banni ki adaye bole
Banni ki hansi to bole re
Par banni na bole
Badi dur se aaya
Banna re par banni na bole
Badi dur se aaya
Banna re par banni na bole
Badi dur se aaya
Banna re par banni na bole
Badi dur se aaya
Banna re par banni na bole
Are jeeyo banni rani jeeyo

MovieDharam Aur Kanoon
SingerManhar Udhas, Kishore Kumar, Alka Yagnik
DirectorJyoti
Music ComposerKalyanji Anandji
LyricistFarooq Qaisar
Star CastDharmendra, Rajesh Khanna, Jaya Prada, Danny Denzongpa, Asha Parekh, Mazhar Khan, Supriya Pathak, Vinod Mehra, Birbal, Mohan Choti, Iftekhar, Manmohan Krishna, Dheeraj Kumar, Ram Mohan, Paresh Rawal, Om Shiv Puri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *