Badi Barbadiya Le Kar Lyrics  | Dhoon | Raj Kapoor, M. Kumar | Lata Mangeshkar | Madan Mohan Kohli

Badi Barbadiya Le Kar Lyrics | Dhoon | Raj Kapoor, M. Kumar | Lata Mangeshkar | Madan Mohan Kohli

Badi barabaadiyaan le kar
Meri duniyaan mein pyaar aaya
Hansi ek baar aayi hai, to rona laakh baar aaya
Badi barabaadiyaan le kar

Bhara ashkon se vo daaman
Jise phulon se bharna tha
Mujhe is bevafa duniyaan
Pe rona baar baar aaya
Badi barabaadiyaan le kar
Meri duniyaan mein pyaar aaya
Badi barabaadiyaan le kar

Vafa tadapi kushi royi
Lute aramaan hansi duniyaan
Jo aansu aankh mein aaya
Vo ho kar beqaraar aaya
Badi barabaadiyaan le kar
Meri duniyaan mein pyaar aaya
Hansi ek baar aayi hai,
To rona laakh baar aaya
Badi barabaadiyaan le kar.

MovieDhoon
SingerLata Mangeshkar
DirectorM. Kumar
Music ComposerMadan Mohan Kohli
LyricistKaif Irfani
Star CastRaj Kapoor, M. Kumar, Kamal Mehra, Motilal, Nargis, Pramila

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *