Badanaam Muhabbat Kaun Kare Lyrics | Dost | Noor Jehan | Sajjad

Badanaam Muhabbat Kaun Kare Lyrics | Dost | Noor Jehan | Sajjad

Badnaam
Badnaam mohabbat kaun kare
Badnaam
Badnaam mohabbat kaun kare
Aur ishq ko rusvaa kaun kare
Aur ishq ko rusvaa kaun kare
Badnaam

Jab de diyaa dil hi haatho se
Jab de diyaa dil hi haatho se
Phir aap se shikvaa kaun kare
Phir aap se shikvaa kaun kare
Badnaam

Aakho me samaaye jab tum ho
Aur dil me samaaye jab tum ho
Aakho me samaaye jab tum ho
Aur dil me samaaye jab tum ho
Phir tum hi bataa do aake zaraa
Phir tum hi bataa do aake zaraa
Duniyaa ki tamannaa kaun kare
Duniyaa ki tamannaa kaun kare
Badnaam
Badnaam mohabbat kaun kare
Aur ishq ko rusvaa kaun kare
Badnaam

Aasu to kiye hai khushk magar
Itnaa bhi bataa do ab aakar
Aasu to kiye hai khushk magar
Itnaa bhi bataa do ab aakar
Jo aag lagi hai sine me
Jo aag lagi hai sine me
Us aag ko thandaa kaun kare
Us aag ko thandaa kaun kare
Badnaam
Badnaam mohabbat kaun kare
Aur ishq ko rusvaa kaun kare
Aur ishq ko rusvaa kaun kare
Badnaam

MovieDost
SingerNoor Jehan
Music ComposerSajjad
LyricistShams Lucknavi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *