Bachaana Dil Bachaana Lyrics | Thikana | Asha Bhosle | Kalyanji Anandji

Bachaana Dil Bachaana Lyrics | Thikana | Asha Bhosle | Kalyanji Anandji

Bachana dil bachana umar hai pyar ki
Bachana dil bachana umar hai pyar ki
Kya thikana ho jaanejana
Dil diwana daga de kahan
Bachana dil bachana umar hai pyar ki
Kya thikana ho jaanejana
Dil diwana daga de kahan

Laakho jawa yaha lakho hai hasi
Kis par bharosa kare kis par yaki
Laakho jawa yaha lakho hai hasi
Kis par bharosa kare kis par yaki
Kya thikana ho jaanejana
Ye jamana daga de kahan
Bachana dil bachana umar hai pyar ki
Kya thikana ho jaanejana
Dil diwana daga de kahan

Parchhaiyon ke pichhe na chalo
Aisa naa ho raat din sholo me jalo
Parchhaiyon ke pichhe na chalo
Aisa naa ho raat din sholo me jalo
Kya thikana dil ka aana
Dil ka jana daga de kahan
Bachana dil bachana umar hai pyar ki
Kya thikana ho jaanejana
Dil diwana daga de kahan

MovieThikana
SingerAsha Bhosle
DirectorHarish Bhonsle, Mahesh Bhatt, Ravi Rai
Music ComposerKalyanji Anandji
LyricistAnjaan
Star CastAnil Kapoor, Smita Patil, Suresh Oberoi, Anupam Kher, Amrita Singh, Madan Jain, Rohini Hattangadi, Avtar Gill, Satish Kaushik, Suhas Bhalekar, Yunus Parvez, C S Dube, Suresh Bhagwat, Kamal Chopra, Rita Rani Kaul, Kamal Deep, Rohit, Majid

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *