Baat Kya Unke Dil Mein Lyrics | Sadgi | Sadat Bin Ashraf | Sadat Bin Ashraf | Sadat Bin Ashraf

Baat kya unke dil mein aayi hai
Baat kya unke dil mein aayi hai
Dekhte hi nazar churai hai
Baat kya unke dil mein aayi hai
Baat kya unke dil mein aayi hai

Umra bhar saath denewale ne
Umra bhar saath denewale ne
Umra bhar saath denewale ne
Tode waade kasam bhulai hai
Tode waade kasam bhulai hai
Baat kya unke dil mein aayi hai

Dekho chup chaap
Munh se kuchh na kaho
Dekho chup chaap
Munh se kuchh na kaho
Dekho chup chaap
Munh se kuchh na kaho
Bas isi mein teri bhalaai hai
Bas isi mein teri bhalaai hai
Baat kya unke dil mein aayi hai

Tum jo chaho to
Bhul jaao humein
Tum jo chaho to
Bhul jaao humein
Tum jo chaho to
Bhul jaao humein
Bewafai to bewafai hai
Bewafai to bewafai hai
Baat kya unke dil mein aayi hai

Usne dekha hai
Muskura ke mujhe
Usne dekha hai
Muskura ke mujhe
Usne dekha hai
Muskura ke mujhe
Jaan mein aaj jaan aayi hai
Jaan mein aaj jaan aayi hai
Baat kya unke dil mein aayi hai

Dushmano se to bach gaya lekin
Dushmano se to bach gaya lekin
Dushmano se to bach gaya lekin
Dosto se hi choat khai hai
Dosto se hi choat khai hai
Baat kya unke dil mein aayi hai
Baat kya unke dil mein aayi hai
Dekhte hi nazar churai hai
Baat kya unke dil mein aayi hai
Baat kya unke dil mein aayi hai.

MovieSadgi
SingerSadat Bin Ashraf
Music ComposerSadat Bin Ashraf
LyricistSadat Bin Ashraf
Star CastSadat Bin Ashraf
LabelTips Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *