Rawan ki leela paas hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Apna kaam banta bhaad me jaye janta
Apna kaam banta bhaad me jaye janta
Goonge behro ki nagri me kaun kisi ki sunta
Apna kaam banta bhaad me jaye janta
Ye desh tha veer jawaano ka ab rah gaya beimano ka
Ye desh tha veer jawaano ka ab rah gaya beimano ka
Arey badal gaya itihaas hai rawan ki leela paas hai
Rawan ki leela paas hai
Baaki sab first class hai
Aam aadmi udaas hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Paisa paisa haaye re paisa
Paisa paisa haaye re paisa
Paisa paisa haaye re paisa upar leke jaau kaisa ho
Paise ki aapa-dhaaapi hai
Bholi soorat me paapi hai
Gar jeb me rishvat rakh do to tumhe har galti ki maafi hai
Kheto me ab bhi sukha hai
Mango man apna bhukha hai
Kehte hai india great hai
Yahaa betiya unsafe hai
Arey badal gaya itihaas hai raawan ki leela paas hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
| Movie | Jai Ho |
| Singer | Wajid Ali |
| Director | Sohail Khan |
| Music Composer | Sajid Wajid |
| Lyricist | Sajid, Irfan Kamal, Danish Sabri |
| Star Cast | Salman Khan, Tabu, Danny Denzongpa, Daisy Shah, Nadira Babbar, Genelia Dsouza, Suniel Shetty, Naman Jain, Mahesh Thakur, Resham Tipnis, Ashmit Patel, Yash Tonk, Haroon Qazi, Sana Khan, Mohnish Bahl, Mahesh Manjrekar, Mukul Dev, Aditya Pancholi, Sharad Kap |

