Baadalo baraso nayan ki kor se
Bijaliyo kadako hriday ki or se
Baadalo baraso nayan ki kor se
Bijaliyo kadako hriday ki or se
Aye ghataao garjanaa ko thaam lo
Aaj mere karun svar se kaam lo
Aaj mere
Aaj mere karun svar se kaam lo
Bandh gaya saavan nayan ki dor se
Baadalo
Baadalo baraso nayan ki kor se
Zehar ko amrit samajh kar pi rahi
Meen jal bin deen hokar ji rahi
Praan tadape bhaagya ke jhakjhor se
Baadalo
Baadalo baraso nayan ki kor se
Bijaliyo kadako hriday ki or se
Baadalo baraso nayan ki kor se
| Movie | Sampoorna Ramayan |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Director | Babubhai Mistri |
| Music Composer | Vasant Desai |
| Lyricist | Bharat Vyas |
| Star Cast | Anita Guha, Mahipal, Helen, Achla Sachdev, Gopi Kishan, Maruti, Sunder, Sulochana, Paul Sharma, Lalita Pawar, Raj Kumar, Krishan Kumari, Anand Kumar, Uma Dutt, Badri Prasad, B M Vyas, Sushil Kumar, Sinha |

