Aye khuda mujhko bata
Tu rehta kaha kya tera pata
Hum to yaha pe musafir hai
Jo doondhe apni manzil ka pata
Yaada teri yad aati hai
Jaan meri jaan jaati hai
Tanhaio me rehta hu
Khud se hi aksar ye kehta hu
Kyu tune dil toda
Kyu tune yu choda
Kyu tera ab bhi rahe dil ko intezar
Kyu chali aati hai
Kyu tadpati hai
Kyu hu abh bhi mai yu bekarar
Aye khuda mujhko bata
Tu rehta kaha kya tera pata
Hum to yaha pe musafir hai
Jo doondhe apni manzil ka pata
Fasle hai magar phir bhi tu door nahi
Mana ke hum to hai par tu majboor nahi
Har lamha mujhko ye tadpati hai jaan
Meri jaan jati hai
Tanhaiyo me rehta hu
Khud se hi aksar ye kehta hu
Kyu tune dil toda
Kyu tune yu choda
Kyu tera ab bhi rahe dil ko intezar
Kyu chali aati hai
Kyu tadpati hai
Kyu hu abh bhi mai yu bekarar
Aye khuda mujhko bata
Tu rehta kaha kya tera pata
Hum to yaha pe musafir hai
Jo doondhe apni manzil ka pata
Aye khuda mujhko bata
Tu rehta kaha kya tera pata
Hum to yaha pe musafir hai
Jo doondhe apni manzil ka pata
Yaada teri yad aati hai
Jaan meri jaan jaati hai
Tanhaio me rehta hu
Khud se hi aksar ye kehta hu
Kyu tune dil toda
Kyu tune yu choda
Kyu tera ab bhi rahe dil ko intezar
Kyu chali aati hai
Kyu tadpati hai
Kyu hu abh bhi mai yu bekarar
Aye khuda mujhko bata
Tu rehta kaha kya tera pata
Hum to yaha pe musafir hai
Jo doondhe apni manzil ka pata
| Movie | Paathshaala |
| Singer | Salim Merchant |
| Director | Milind Ukey |
| Music Composer | Hanif Shaikh |
| Lyricist | Hanif Shaikh |
| Star Cast | Shahid Kapoor, Nana Patekar, Ayesha Takia Azmi, Swini Khara, Dwij Yadav, Master Ali Haji, Avika Gor, Sushant Singh, Saurabh Shukla, Nassar Abdulla, Shraddha Arya, Sanatan Modi, Anjan Srivastava, Vicky Ahuja, Preeti Kopikar, Sunny Singh, Sushmita Mukherjee |

