Awaara Lyrics | Raghav Chaitanya

Awaara Lyrics | Raghav Chaitanya

Tu Meri Na Ho Saki to
Phir Bhi Main Tera Raha
Maine Ye Jaana Tera Banke
Tujhko Khabar Ho Ya Na

Behti Rehti Hawaon Jaisa Maila Tha
Haalaton Ka Tha Maara

Aawara Main to Na Tha
Tera Hoon Tera Hi Raha
Aankhon Mein Meri Dekh Le Tu
Tera Hai Chehra Sada

Aawara O O
Aawara O O
Aawara O O
Aawara O O

Kuch Lamhon Ki Saazishon Ne
Rasta Kiya Tha Juda
Na Chahte Hue Bhi Tujhko
Kehna Pada Alvida

Agle Pichhle Mausam Ke Jaisa Main Na Tha
Sadiyon Jaisa Tha Yaara

Aawara Main to Na Tha
Tera Hoon Tera Hi Raha
Aankhon Mein Meri Dekh Le Tu
Tera Hai Chehra Sada

Koi Le Sakta Na Teri Jagah
Gairon Ki Duniya Mein Tha Tu Saga

Aawara Main to Na Tha
Tu Hi Tha Ghar Ka Pata
Aankhen Hain Nam Aaj Meri
Tere Bina Main Laapata

Aawara O O
Aawara O O
Aawara O O
Aawara O O

SingerRaghav Chaitanya
Music ComposerRaghav Chaitanya
LyricistSiddhant Kaushal
Star CastAsfi Javed
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *