Apne Honthon Pe Sajana Chahta Hoon Lyrics | Deewangee | Chandan Dass | Lalit Sen

Apne Honthon Pe Sajana Chahta Hoon Lyrics | Deewangee | Chandan Dass | Lalit Sen

Apne hontho pe sajana chahta hu
Apne hontho pe sajana chahta hu
Aa tujhe main gungunana chahta hu
Apne hontho pe sajana chahta hu
Apne hontho pe sajana chahta hu
Aa tujhe main gungunana chahta hu
Apne hontho pe sajana chahta hu

Koi aansu tere daaman pe gira kar
Koi aansu tere daaman pe gira kar
Koi aansu tere daaman pe gira kar
Bund ko moti banana chahta hu
Bund ko moti banana chahta hu
Aa tujhe main gungunana chahta hu
Apne hontho pe sajana chahta hu

Thak gaya main yaad karte karte tujhko
Thak gaya main yaad karte karte tujhko
Thak gaya main yaad karte karte tujhko
Ab tujhe main yaad aana chahta hu
Ab tujhe main yaad aana chahta hu
Aa tujhe main gungunana chahta hu
Apne hontho pe sajana chahta hu

Aakhiri hichki teri baaho me aaye
Aakhiri hichki teri baaho me aaye
Aakhiri hichki teri baaho me aaye
Maut bhi main shayrana chahta hu
Maut bhi main shayrana chahta hu
Aa tujhe main gungunana chahta hu
Apne hontho pe sajana chahta hu
Apne hontho pe sajana chahta hu

MovieDeewangee
SingerChandan Dass
Music ComposerLalit Sen
LyricistQateel Shifai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *