??apna kaun paraya kaun
Apna kaun paraya kaun
Apno ne vanvaas diya
Apno ne vanvaas diya
Shri ram ko sarju paar
Aur banaya tha jo khevat
Ban gaya hatho ki patwar
Koi man mein reh ke man ke
Sau sau tukde kar jaaye
Koi man se door ho phir bhi
Yeh man sukh se bhar jaye
Aaj hai kyu ye manmah
Apna kaun paraya kaun
| Movie | Isi Life Mein |
| Singer | Udit Narayan |
| Director | Vidhi Kasliwal |
| Music Composer | Meet Bros, Anjan |
| Lyricist | Manoj Muntashir |
| Star Cast | Akshay Oberoi, Sandeepa Dhar, Salman Khan, Mohnish Behl, Prachi Shah, Aditya Raj Kapoor, Shagufta Ali, Neha Kakkar, Veebha Anand, Akash Bathija, Deepak Ramola, Ayush Mehra, Samaira Rao, Suyesha, Tasha Kapoor, Mansee Desshmukh, Dilip Raj, Gajendra Chauhan |

