Ankhiya Mila Ke Channa (Unplugged) Lyrics | Jeena Hai Toh Thok Daal | Siddhant Madhav | Siddhant Madhav

Ankhiya Mila Ke Channa (Unplugged) Lyrics | Jeena Hai Toh Thok Daal | Siddhant Madhav | Siddhant Madhav

Ankhiya mila ke channa chhod na jana
Ankhiya mila ke channa chhod na jana
Sawan jalaye teri yad aaye mar hi na jaye
Haye muskil bada dil ko samjhana
Ankhiya mila ke channa chhod na jana
Ankhiya mila ke channa chhod na jana

Palko ke saye tale hanjuo ke rele chale aaye re aaye re
Dil ki tadap kya bataye kaise tujhse chupaye re chupaye re
Kahna jo chahe kah bhi na paye mar hi na jaye
Haye muskil bada dil ko samjhana
Ankhiya mila ke channa chhod na jana
Ankhiya mila ke channa chhod na jana

Kiwe dasa kinna tujhe chahu dil khol ke dihkau mai
Dihkau mai
Har ghadi rab ko manau ke tujhe bhi yad aau mai
Yad aau mai
Gumsum sadaye kab tak chupaye mar hi na jaye
Haye muskil bada dil ko samjhana
Ankhiya mila ke channa chhod na jana
Ankhiya mila ke channa chhod na jana
Ankhiya mila ke channa chhod na jana
Ankhiya mila ke channa chhod na jana
Chhod na jana

MovieJeena Hai Toh Thok Daal
SingerSiddhant Madhav
DirectorManish Vatsalya
Music ComposerSiddhant Madhav
LyricistKunwar Juneja
Star CastRavi Kissen, Manish Vatsalya, Yashpal Sharma, Rahul Kumar, Pooja Welling, Govind Namdev, Hazel, Sharat Saxena, Murli Sharma, Ashwini Kalsekar, Shobha Khote, Ganesh Yadav, Mukesh Bhatt 1

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *