Allah Allah Wo Le Gaya Chaandi Challa, Mai Bhi Uska Dil Le Lu Lyrics | Mere Huzoor | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Allah allah allah wo le gaya chandi challa

Mai bhi uska dil le lungi kal ko insha-allah insha-allah

Hath ko jo thama to kapne lagi mai
Hath ko jo thama to kapne lagi mai
Aag lagi tan me or hafne lagi mai
Koi mere sanso ke taar jhanjhanaye
Jaane ab kya hoga ye sochne lagi mai
Allah allah le gaya challa
Allah allah le gaya challa
Allah allah allah wo le gaya chandi challa
Allah allah allah wo le gaya chandi challa
Mai bhi uska dil le lungi kal ko insha-allah insha-allah
Allah allah allah wo le gaya chandi challa

Haye re sharam se fir lal hua chehra
Haye re sharam se fir lal hua chehra
Lal bhi kuch aisa gulal hua chehra
Ban gayi musibat ye phul si jawani
Haal kya batau jo haal hua mera
Allah allah le gaya challa
Allah allah le gaya challa
Allah allah allah wo le gaya chandi challa
Allah allah allah wo le gaya chandi challa
Mai bhi uska dil le lungi kal ko insha-allah insha-allah
Allah allah allah wo le gaya chandi challa

Janta hai jisko is bag ka najara
Janta hai jisko is bag ka najara
Janta hai jisko har sakh ka najara
Kaliya kunwari pahchati hai jisko
Phul bhi kahenge wo chor hai hamara
Allah allah le gaya challa
Allah allah le gaya challa
Allah allah allah wo le gaya chandi challa
Allah allah allah wo le gaya chandi challa
Mai bhi uska dil le lungi kal ko insha-allah insha-allah
Allah allah allah wo le gaya chandi challa

MovieMere Huzoor
SingerLata Mangeshkar
DirectorVinod Kumar
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastJeetendra, Mala Sinha, Raaj Kumar, Johnny Walker, Surekha, K N Singh, Zeb Rehman, Manorama, David, Ram Mohan, Laxmi Chhaya, Indira, Noorjehan, Madhumati, Meenakshi, Shefali, Parveen Paul, Majnu, Qamar, Ramlal, Khalid Siddiqui, Prem Prakash, Nazir Kashmiri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *