Ajnabi Sa Ajnabi Tha Lyrics | Khushboo | Junaid Akhtar, Ghansham Vaswani | Ghanshyam Vaswani | Junaid Akhtar

Ajnabi sa ajnabi tha ajnabi
Ajnabi sa ajnabi tha ajnabi
Ajnabi sa ajnabi tha ajnabi
Jaise apni zindagi thaa
Jaise apni zindagi thaa ajnabi
Ajnabi sa ajnabi tha ajnabi
Ajnabi sa ajnabi tha ajnabi

Aankh ke milte hi dil mein bas gaya
Aankh ke milte hi dil mein bas gaya
Kitna pyaara aadami tha ajnabi
Kitna pyaara aadami tha ajnabi
Jaise apni zindagi thaa
Jaise apni zindagi thaa ajnabi
Ajnabi sa ajnabi tha ajnabi
Ajnabi sa ajnabi tha ajnabi

Kamsini uski main sahab kyaa kahun
Kamsini uski main sahab kyaa kahun
Anchhuyi naajuk kali tha ajnabi
Anchhuyi naajuk kali tha ajnabi
Jaise apni zindagi thaa
Jaise apni zindagi thaa ajnabi
Ajnabi sa ajnabi tha ajnabi
Ajnabi sa ajnabi tha ajnabi

Khaab jiska dekhate aaye the hum
Khaab jiska dekhate aaye the hum
Haa hakikat mein wahin thaa ajnabi
Haa hakikat mein wahin thaa ajnabi
Jaise apni zindagi thaa
Jaise apni zindagi thaa ajnabi
Ajnabi sa ajnabi tha ajnabi
Ajnabi sa ajnabi tha ajnabi.

MovieKhushboo
SingerGhanshyam Vaswani
Music ComposerJunaid Akhtar
LyricistSayeed Rahi
Star CastJunaid Akhtar, Ghansham Vaswani
LabelTips Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *