Aisi Mohabbat Se Lyrics  | Nirala | Madhubala, Dev Anand | Lata Mangeshkar | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Aisi Mohabbat Se Lyrics | Nirala | Madhubala, Dev Anand | Lata Mangeshkar | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Aisi mohabbat se hum baaz aaye
Jo dil ko jalaaye, sataaye, dukhaaye
Dil ko jalaaye, sataaye, dukhaaye
Aisi mohabbat se hum baaz aaye
Jo dil ko jalaaye, sataaye, dukhaaye

Bana kar tumhe apna kya humne paaya
Khushi lut gai chain dil kaa ganvaaya
Bana kar tumhe apna kya humne paaya
Khushi lut gayi chain dil kaa ganvaaya
Bade ghum sahe aur bahut dukh uthaaye
Aisi mohabbat se hum baaj aaye

Tasavvur mein tumse huyi kitani baate
Gujari bahut jaag kar humne raate
Tasavvur mein tumse huyi kitani baate
Gujari bahut jaag kar humne raate
Kabhi humne chhup
Chhup ke aansu bahaaye
Aisi mohabbat se hum baaj aaye

Aisi mohabbat se hum baaz aaye
Jo dil ko jalaaye, sataaye, dukhaaye
Dil ko jalaaye, sataaye, dukhaaye.

MovieNirala
SingerLata Mangeshkar
DirectorPyarelal Santoshi
Music ComposerRamchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
LyricistPyarelal Santoshi
Star CastMadhubala, Dev Anand, Mazhar Khan, Mumtaz Ali, Radhakrishan, Leela Mishra, Shama Gulnar, Narbada Shankar, C.L. Shah, Shanti Madhok, Javed, Yakub
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *