Aisa koi divana
Aisa koi mastana
Aisa koi parvana
Aisa koi divana
Aisa koi mastana
Aisa koi parvana
Dil ko churane wala
Apna banane wala
Jadu jagane wala
Patthar ko jo pighala de
Din me tare dikhla de
Karde har mushkil ko aasan hai aisa champion kaha
Hai aisa champion kaha
Hai aisa champion kaha
Woh hain faulaadee uska phulo sa dil
Uska phulo sa dil
Uska phulo sa dil
Rangte hain sare uske rango me mil
Uske rango me mil
Uske rango me mil
Uskee juban jo bole thande pad jaye shole
Usne kaha jo woh kiya
Hai aisa champion kaha
Hai aisa champion kaha
Hai aisa champion kaha
Chalta hai woh toh kabhee rukta nahee
Kabhee rukta nahee
Kabhee rukta nahee
Dushman ke aage kabhee jhukta nahee
Kabhee jhukta nahee
Kabhee jhukta nahee
Woh aage uske pichhe sara jamana bhage
Joshila hai woh naujawan
Hai aisa champion kaha
Hai aisa champion kaha
Hai aisa champion kaha
Aisa koi divana
Aisa koi mastana
Aisa koi parvana
Dil ko churane wala
Apna banane wala
Jadu jagane wala
Patthar ko jo pighala de
Din me tare dikhla de
Karde har mushkil ko aasan hai aisa champion kaha
Hai aisa champion kaha
Hai aisa champion kaha
Hai aisa champion kaha
Hai aisa champion kaha
Hai aisa champion kaha
| Movie | Champion |
| Singer | Jaspinder Narula, Sunidhi Chauhan |
| Director | Padam Kumar |
| Music Composer | Anu Malik |
| Lyricist | Javed Akhtar |
| Star Cast | Sunny Deol, Manisha Koirala, Rahul Dev, Master Abhishek Sharma, Deepak Parashar, Padmini Kapila, Vikram Gokhale, Rana Jung Bahadur, Tom Alter, Dina Pathak, Kashmira Shah |

