Abhinandan hai abhinandan hai
Abhinandan hai abhinandan hai
Mangalparinay ki vela mein
Sabko hi abhivaadan hain
Abhinandan hai abhinandan hai
Abhinandan hai abhinandan hai
Abhinandan hai abhinandan hai
Shiv shakti ek roop huye hain
Bane ardhnareshwar
Bane ardhnareshwar
Yug yug mein ek baar hain aata
Mangalmay ye avshar
Mangalmay ye avshar
Ho mangalmay ye avshar
Bol rahi hain saari shristi
Bol raha har kan kan hain
Abhinandan hai abhinandan hai
Abhinandan hai abhinandan hai
Abhinandan hai abhinandan hai.
| Movie | Devo Ke Dev...Mahadev |
| Director | Nikhil Sinha, Manish Singh |
| Music Composer | Bawra Bros, Sandeep Mukherjee |
| Star Cast | Mohit Raina, Pooja Bose, Sonarika Bhadoria, Mouni Roy, Rushiraj Pawar, Kumar Hegde, Darshan Gandas, Deepika Upadhyay, Radha Krishna Dutt, Saurabh Raj Jain, Ragini Dube |
