Ab Wafa Ka Naam Lyrics  | Oh Bewafa | Rajendra Kumar, Anil Dhawan | Hemlata (Lata Bhatt) | Vedpal Verma

Ab Wafa Ka Naam Lyrics | Oh Bewafa | Rajendra Kumar, Anil Dhawan | Hemlata (Lata Bhatt) | Vedpal Verma

Ab wafa ka naam na le koi
Ab wafa ka naam na le koi
Hume bewafa ki talash hai
Pathar ka dil sine me ho
Hume us khuda ki talash hai
Ab wafa ka naam na le koi
Hume bewafa ki talash hai

Mare zamana thokar
Tarsa kara kare hum pyar ko
Tarsa kara kare hum pyar ko
Kabhi dekhe na muh bahar ka
Hume us duva ki talash hai
Ab wafa ka naam na le koi
Hume bewafa ki talash hai

Hume gam nahi us par tha
Tufan humko ajij hai
Tufan humko ajij hai
Jo dubo de sahil par
Hume us na khuda ki talash hai
Ab wafa ka naam na le koi
Hume bewafa ki talash hai

Lage aag apne karar ko
Roye to rone do pyar ko
Roye to rone do pyar ko
Jo na bhar sake kabhi zakham ko
Hume us murduva ki talash hai
Ab wafa ka naam na le koi
Hume bewafa ki talash hai
Pathar ka dil sine me ho
Hume us khuda ki talash hai
Ab wafa ka naam na le koi.

MovieOh Bewafa
SingerHemlata (Lata Bhatt)
DirectorSaawan Kumar Tak
Music ComposerVedpal Verma
LyricistSaawan Kumar Tak
Star CastRajendra Kumar, Anil Dhawan, Yogita Bali, Nazneen, T P Jain, Pinchoo Kapoor, Sunder Taneja, I S Johar, Paintal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *