Ab To Humko Ek Duje Ka Lyrics | Indra Jeet | Asha Bhosle, Amit Kumar | R D Burman

Ab to humko ek duje ka har pal sath nibhana hai

O tere sang hi jina hai ab tere hi sang mar jana hai

O ye rang chadhta jayega nikhar badta jayega
Pyar apna hota rahe har din jawan

Is jivan ko pyar ke rang se ab rangin banana hai
O tere sang hi jina hai ab tere hi sang mar jana hai
Ab to humko ek duje ka har pal sath nibhana hai

Rahu sada teri baho me pyar bhari in raho me
Aankho hi aankho me bate kare
Rahu sada teri baho me pyar bhari in raho me
Aankho hi aankho me ho bate kare
Kya kya hoga is masti me mausam bhi mastana hai
O tere sang hi jina hai ab tere hi sang mar jana hai
Ab to humko ek duje ka har pal sath nibhana hai
Ab to humko ek duje ka har pal sath nibhana hai

Najar jaha tak jaayegi ho o o o
Tu hi tu najar aayegi aa aa aa
Tere siva duniya me kuch bhi nahi
Pyar ye rang dikghalaayega tu hi tu najar aayega
Tere siva duniya me kuch bhi nahi
Tujhko paake sabkuch paaya aur bhala kya paana hai
Ho tere sang hi jina hai ab tere hi sang mar jana hai
Ab to humko ek duje ka har pal sath nibhana hai
Ab to humko ek duje ka har pal sath nibhana hai

MovieIndra Jeet
SingerAsha Bhosle, Amit Kumar
DirectorK V Raju
Music ComposerR D Burman
LyricistGulshan Bawra
Star CastAmitabh Bachchan, Jaya Prada, Neelam Kothari, Kumar Gaurav, Sadashiv Amrapurkar, Kader Khan, Yasmeen, Mahesh Anand, Saeed Jaffrey, Avtar Gill, Suresh Chatwal, Vijayendra Ghatge, Kamal Kapoor, Sharat Saxena, Ajinkya Deo, Ashutosh Gowariker, Gulshan Bawra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *