Ab To Hum Hai Aur Yeh Rusvaiya Lyrics | Jaan- E- Wafa | Asha Bhosle | Khayyam

Ab To Hum Hai Aur Yeh Rusvaiya Lyrics | Jaan- E- Wafa | Asha Bhosle | Khayyam

Ab to hum hain aur ye ruswaiyan
Ab to hum hain aur ye ruswaiyan
Kaun samjhe dard ki
Kaun samjhe dard ki gahraiyan
Ab to hum hain aur ye ruswaiyan

Hum to kal tak aapka armaan the
Hum to kal tak aapka armaan the
Aazoo the zindagi the jaan the
Ab humi par tohmate kyu aaiyan
Ab humi par tohmate kyu aaiyan
Kaun samjhe dard ki
Kaun samjhe dard ki gahraiyan
Ab to hum hain aur ye ruswaiyan

Besabab kyu ho gaye humse khafa
Besabab kyu ho gaye humse khafa
Un fasaano ki hakikat kya bhala
Maan baithe ho jinhe sachaiyan
Maan baithe ho jinhe sachaiyan
Kaun samjhe dard ki
Kaun samjhe dard ki gahraiyan
Ab to hum hain aur ye ruswaiyan

Kaisa shikwa kya shikayat kya gila
Hain shayad yahi wafa ka sila
Chal diye wo rah gayi
Chal diye wo rah gayi parchhaiyan
Ab to hum hain aur ye ruswaiyan
Ab to hum hain aur ye ruswaiyan
Kaun samjhe dard ki
Kaun samjhe dard ki gahraiyan
Ab to hum hain aur ye ruswaiyan
Ab to hum hain aur ye ruswaiyan

MovieJaan- E- Wafa
SingerAsha Bhosle
DirectorRukun
Music ComposerKhayyam
LyricistBashar Nawaz
Star CastFarooq Sheikh, Rati Agnihotri, Pradeep Kumar, Shafi Inamdaar, Iftekhar, Mushtaq Merchant, Krishna 3, Yunus Parvez, Sushma Seth, Urmila Bhatt, Madhu Malhotra, Nasir, Ashok Kumar, Sharma, Hafiz Khan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *