Ab main jaan gaya hu
Kyu hoti hai nayi subah
Ab main jaan gaya hu
Kya hota hai khula aasma
Jo tujhse mila tha kaanto pe main chala
Tujhse bichhad ke
Tujhse raah badal ke
Ye hai sadiyo ke faasle
Aasa ho gaye hai raaste
Tujhse bichhad ke
Tujhse raah badal ke
Ab yaki hoga kise
Hum ek hi kabhi raah chale
Ab main jaan gaya hu
Kya hoti hai khushiya
Dilo ke bich ab tere mere
Jo hai duriya
Jo tujhko khoya
Sabkuch maine paya
Tujhse bichhad ke
Tujhse raah badal ke
Ye hai sadiyo ke faasle
Aasa ho gaye hai raaste
Tujhse bichhad ke
Tujhse raah badal ke
Ab yaki hoga kise
Hum ek hi kabhi raah chale
Tujhse bichhad ke
Tujhse raah badal ke
Ab main jaan gaya hu
| Movie | Sqs Supastars (Album) |
| Singer | Sanam Puri |
| Music Composer | SQS Project |
| Lyricist | Samar Puri |

