Aaye Bahaar Ban Ke Lubha Lyrics | Raj Hath | Mohammad Rafi

Aaye bahaar ban ke lubhaakar chale gaye
Kya raaz tha jo dil mein chhupakar chale gaye (2)

Kehne ko woh haseen the aankhen thi bewafa ho
Aankhen thi bewafa
Kehne ko woh haseen the aankhen thi bewafa haaye
Daaman meri nazar se bachaakar chale gaye
Aaye bahaar ban ke lubhaakar chale gaye

Itna mujhe bataao mere dil ki dhadkanon haaye
Dil ki dhadkanon
Itna mujhe bataao mere dil ki dhadkanon haaye
Woh kaun the jo khwaab dikhaakar chale gaye
Aaye bahaar ban ke lubhaakar chale gaye

MovieRaj Hath
SingerMohammad Rafi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *