Aaya Tha Churaane Lyrics | Pagla Kahin Ka | Anuradha Paudwal, Abhijeet | Tabun Sutradhar

Aaya Tha Churaane Lyrics | Pagla Kahin Ka | Anuradha Paudwal, Abhijeet | Tabun Sutradhar

Aaya tha churaane main
Tere dil ko
Par ye kya hua main kho baita
Apne hi dil ko
O hay hay hay
O hay hay hay
Aai thi churaane main tere nind ko
Par ye kya huaa nind na aaye
Mujhko raaton ko
O hay hay hay
O hay hay hay

Teri meri ye uljhi uljhan
Suljhaaye kaise
Ek duje ke dil ko dono
Samjhaye kaise
Pyar agar ho gaya hamko to
Bachna hain mushkil
Ek duje ke bin meri jaan
Jina hain mushkil
O aaya tha churaane main
Tere dil ko
Par ye kya hua main kho baita
Apne hi dil ko
O hay hay hay
O hay hay hay
Aai thi churaane main tere nind ko
Par ye kya huaa nind na aaye
Mujhko raaton ko
O hay hay hay
O hay hay hay
O hay hay hay
O hay hay hay

MoviePagla Kahin Ka
SingerAnuradha Paudwal, Abhijeet
Music ComposerTabun Sutradhar
LyricistBhushan Dua

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *