Aatma Jaag Gai Lyrics | Hansraj Raghuwanshi

Aatma Jaag Gai Lyrics | Hansraj Raghuwanshi

Shivaay Shankara
Shankara Shankara

Aisa Bhole Ne Damru Bajaya
Aisa Bhole Ne Damru Bajaya
Aatma Jaag Gai

Naad Omkar Ka Yun Sunaya
Naad Bam Bam Ka Mujhko Sunaya
Aatma Jaag Gai

Shiv Ki Jata Mein Thi Gang Dhara
Dho Gayi Mail Jo Mann Ka Saara
Shambhu

Shiv Ki Jata Mein Thi Gang Dhara
Dho Gayi Mail Jo Mann Ka Saara
Maine Ganga Mein
Ho Maine Ganga Mein Gota Lagaya
Aatma Jaag Gai

Aisa Bhole Ne Damru Bajaya
Aatma Jaag Gai
Aisa Bhole Ne Damru Bajaya
Aatma Jaag Gai

Leke Chanda Meri Chhat Pe Aaya
Aatma Jaag Gai

Aisa Bhole Ne Damru Bajaya
Aatma Jaag Gai
Aisa Bhole Ne Damru Bajaya
Aatma Jaag Gai

Shambhu Shambhu Shambhu Shambhu

Neend Kayi Janmo Ki Tooti
Shiv Ne Pila Ke Prem Ki Booti
Shiv Shiv Shiv Shiv Shambhu

Neend Kayi Janmo Ki Tooti
Shiv Ne Pila Ke Prem Ki Booti
Mujhe Kailash Pe
Apne Hatho Se Amrit Pilaya
Aatma Jaag Gai

Aisa Bhole Ne Damru Bajaya
Aatma Jaag Gai
Aisa Bhole Ne Damru Bajaya
Aatma Jaag Gai

Gauri Saath Mere Bhole Ke
Komal Hath Mere Bhole Ke
Gauri Saath Mere Bhole Ke
Komal Hath Mere Bhole Ke

Haath Sir Pe Mere Jab Ghumaya
Haath Sir Pe Mere Jab Ghumaya
Aatma Jaag Gai

Aisa Bhole Ne Damru Bajaya
Aatma Jaag Gai
Aisa Bhole Ne Damru Bajaya
Aatma Jaag Gai

SingerHansraj Raghuwanshi
Music ComposerDJ Strings
LyricistRavi Chopra
LabelHansraj Raghuwanshi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *