Aap Ka Makaan Bahut Achha Hai Lyrics  | Hum Pyar Tumhi Se Kar Baithe | Jugal Hansraj, Sachin Khedekar | Alka Yagnik, Saurabh P. Srivastav | Raamlaxman (Vijay Patil)

Aap Ka Makaan Bahut Achha Hai Lyrics | Hum Pyar Tumhi Se Kar Baithe | Jugal Hansraj, Sachin Khedekar | Alka Yagnik, Saurabh P. Srivastav | Raamlaxman (Vijay Patil)

Aap ka makaan bahut achha hai, nahi
Is makan ka mehman bahut achha hai
Aap ka makaan bahut achha hai, nahi
Is makan ka mehman bahut achha hai
Mehman kaha hai bataiye
Mehman kaha hai bataiye
Aaine ke samne aa jaiye
Aap ka makaan bahut achha hai, nahi
Is makaan ka mehman bahut achha hai

Mehman navazi ka shukariya
Humne to kuch bhi nahi kiya
Mehman navazi ka shukariya
Aji humne to kuch bhi nahi kiya
Aapka mijaj bahut achha hai, nahi
Aapka andaaz bahut achha hai
Andaz mein kya hai bataiye
Andaz mein kya hai bataiye
Aaine ke samne aa jaiye
Aap ka makaan bahut achha hai, nahi
Is makan ka mehman bahut achha hai

Mehman rahega yaha kitne din
Uska ji chahe utne din
O mehman rahega yaha kitne din
Aji uska ji chahe utne din
Aapka jawab bahut achha hai, nahi
Dekha hai jo khwab bahut achha hai
Khwab mein kya hai bataiye
Aji khwab mein kya hai bataiye
Aaine ke samne aa jaiye.

MovieHum Pyar Tumhi Se Kar Baithe
SingerAlka Yagnik, Saurabh P. Srivastav
DirectorMohan Singh Rathor
Music ComposerRaamlaxman (Vijay Patil)
LyricistIsrar Ansari
Star CastJugal Hansraj, Sachin Khedekar, Tina Rana
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *