Aao Na Dekha Lyrics  | Khajoor Pe Atke | Manoj Pahwa | Timir Biswas | Bickram Ghosh

Aao Na Dekha Lyrics | Khajoor Pe Atke | Manoj Pahwa | Timir Biswas | Bickram Ghosh

Aeee…Hey.. Aehee…
Aaow Na Dekhaa, Taaow Na Dekhaa..
Haaa… Aaow Na Dekhaa, Taaow Na Dekhaa..

Daur Paddein Jazbaat Re
Ayasi Family Feeling Ki
Sabb Ko Hain Dar-Kaar Re..

Hey… Hey..

Aaow Na Dekhaa, Taaow Na Dekhaa..
Aaow Na Dekhaa, Taaow Na Dekhaa..

Daur Paddein Jazbaat Re
Ayasi Family Feeling Ki
Sabb Ko Hain Dar-Kaar Re..

Dhumni Ke Naani Ke, Chhekni Ke Naani Ke
Dhumni Ke Naani Ke, Naa Re..

Dhumni Ke Naani Ke, Chhekni Ke Naani Ke
Dhumni Ke Naani Ke, Naa Re..

Bhaag Daurr Me Aaj Ki..
Haa..aa.. Haaa..aa..Haaa..
Sab Kaa Aapna Santaap Re..

Jahaaan Hain Sabb Ki Aapni
Dafali… Sabb Ka Apnaa Raag Ree..
Jahaaan Hain Sabb Ki Aapni
Dafali…Sabb Ka Apnaa Raag Ree…

Aaj Ke Iss Yug Mein
Tum Dekho Family Ka Saath Ree..
Aaj Ke Iss Yug Mein
Tum Dekho Family Ka Saath Ree..

Aaow Na Dekhaa, Taaow Na Dekhaa..

Daur Paddein Jazbaat Re
Ayasi Family Feeling Ki
Sabb Ko Hain Dar-Kaar Re..

Dhumni Ke Naani Ke, Chhekni Ke Naani Ke
Dhumni Ke Naani Ke, Naa Re..

Dhumni Ke Naani Ke, Chhekni Ke Naani Ke
Dhumni Ke Naani Ke, Naa Re..

Naa Re..Naa Re…Nanaa Re..
Naa Re..Naa Re…Nanaa Re..

Koyi Kissi Kaa Nahin Zahaan
Aaaa..aa..Haaa..aa..
Koyi Kissi Kaa Nahin Zahaan..

Koyi Kissi Kaa Nahin Zahaan
Kyaa Maa, Bahan, Bhaai, Baap Re..

Aaj Kee Dooniyaan Me Bhaiyaa..
Bahot Baddi Ye Baat Re…

Abb Dekhne Kahaan Miltha Hain
Aaj Aysaa Pyaar Re..
Abb Dekhne Kahaan Miltha Hain
Aaj Aysaa Pyaar Re..

MovieKhajoor Pe Atke
SingerTimir Biswas, Ujjaini Mukherjee
Music ComposerBickram Ghosh
LyricistHarsh Chhaya
Star CastManoj Pahwa, Vinay Pathak
LabelZee Music Company

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *