Aaja, Dikhaaon Tujhe Jannat Ki Shaam Lyrics | Lal Patthar | Asha Bhosle | Shankar Jaikishan

Aaja, Dikhaaon Tujhe Jannat Ki Shaam Lyrics | Lal Patthar | Asha Bhosle | Shankar Jaikishan

Aa aaja aa aa aaja
Aa aaja dikhau tujhe jannat ki shaam
Aa aaja dikhau tujhe jannat ki shaam
Julfo ki chaiiyan me kar le aaram
Julfo ki chaiiyan me kar le aaram
Aa aaja dikhau tujhe jannat ki shaam
Aa aaja dikhau tujhe jannat ki shaam

Jo rang me mere badan me hai vo gulo me kaha
Mehek uthi hai ye mahfil ajab gulab hu mai
Meri adaa meri payal ye geet mastane
Mera jawab nahi haye lajawab hu mai
Aankhe mila ke pile aankho ke jhaam
Aankhe mila ke pile aankho ke jhaam
Aa aaja dikhau tujhe jannat ki shaam
Aa aaja dikhau tujhe jannat ki shaam

Jaha me aaye ho kuch roj aish kar jaao
Na jane kal ye jamana rahe rahe na rahe
Ye jindagi hai badi bewafa tumhari kasam
Kal ye tarana rahe rahe na rahe
Dekha jayega jo hoga anjam
Dekha jayega jo hoga anjam
Aa aaja dikhau tujhe jannat ki shaam
Aa aaja dikhau tujhe jannat ki shaam
Julfo ki chaiiyan me kar le aaram
Julfo ki chaiiyan me kar le aaram
Aa aaja dikhau tujhe jannat ki shaam
Aa aaja dikhau tujhe jannat ki shaam

MovieLal Patthar
SingerAsha Bhosle
DirectorSushil Mazumdar
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastRaj Kumar, Hema Malini, Rakhee, Asit Sen, Paintal, Vinod Mehra, Sapru, Padma Khanna, Ajit, Meena T, Sadhana Khote, Chander, Dulari

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *