Aaj Bachna Hain Mushkil Tera Lyrics  | Haatim Tai | Jeetendra, Sangeeta Bijlani | Amrish Puri | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Aaj Bachna Hain Mushkil Tera Lyrics | Haatim Tai | Jeetendra, Sangeeta Bijlani | Amrish Puri | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Aaj bachna hain mushkil tera
Aaj bachna hain mushkil tera
Aaj bachna hain mushkil tera
Aaj bachna hain mushkil tera
Katal apni adao se kar de
Katal apni adao se kar de
Dekh aa gaya hain katil tera
Aaj bachna hain mushkil tera
Aaj bachna hain mushkil tera
Katal apni adao se kar de
Dekh aa gaya hain katil tera
Aaj bachna hain mushkil tera
Aaj bachna hain mushkil tera

Chukega na teer nazar ka
Aise hain nishane wale
Chukega na teer nazar ka
Aise hain nishane wale
Aaye hain teri mahfil mein
Toofan uthane wale
Banda khamosh hain
Jaan farosh sar par kafan uthale
Sehre haram mehve kharab
Jo kuch bache bachale
Aaj bachna hain mushkil tera
Aaj bachna hain mushkil tera

Ye sauje mohabbat kya hain
Duniya ko dikha denge hum
Ye sauje mohabbat kya hain
Duniya ko dikha denge hum
Jis aag mein dil jalta hain
Tujhko bhi jala denge hum
Jadu jaga doon rastha bhoola du
Hasti mita doon nadan
Aala hu sabse rahna azab se
Darna gazab se nadan
Aaj bachna hain mushkil tera
Aaj bachna hain mushkil tera

Hum saukh nigaho wale
Toofane mohabbat lekar
Hum saukh nigaho wale
Toofane mohabbat lekar
Har ek adaaye apni
Aaye hai kayamat lekar
Bakra banake
Churiya chala ke maro
Khima bana ke kacha chaba ke
Zinda jala ke maru
Aaj bachna hain mushkil tera
Aaj bachna hain mushkil tera
Katal apni adaao se kar de
Katal apni adaao se kar de
Dekh aa gaya hai katil tera
Aaj bachna hain mushkil tera
Aaj bachna hain mushkil tera.

MovieHaatim Tai
SingerAmrish Puri
DirectorBabubhai Mistri
Music ComposerLaxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Star CastJeetendra, Sangeeta Bijlani, Alok Nath, Raza Murad, Amrish Puri, Satish Shah, Panna, Sonu Walia

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *