Aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai
Aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai
Ud jati hai khabar
Ishq ho jaye agar
Ud jati hai khabar
Ishq ho jaye agar
Ishq ho jaye agar
To kaha chhupata hai

Kehte hai log mohabbat me ye dil jab dil se milta hai
Kehte hai log mohabbat me ye dil jab dil se milta hai
Ye dil jab dil se milta hai
Ik phul sa dil me khilta hai
Ik phul sa dil me khilta hai
Phul sine me ye kaato ki tarah chubata hai
Phul sine me ye kaato ki tarah chubata hai
Ud jati hai khabar
Ishq ho jaye agar
Ud jati hai khabar
Ishq ho jaye agar
Ishq ho jaye agar
To kaha chhupata hai
Aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai
Aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai
Jab samane wo aa jaye to jab samane wo aa jaye to
Ye sans jara ruk jati hai
Ye sans jara ruk jati hai
Yeh aankh jara jhuk jati hai
Besabab yu hi ye sar aise kaha jhukata hai
Besabab yu hi ye sar aise kaha jhukata hai
Ud jati hai khabar
Ishq ho jaye agar
Ud jati hai khabar
Ishq ho jaye agar
Ishq ho jaye agar
To kaha chhupata hai
Aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai
Aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai
Iss ishq ki kya tarif karu
Dil ka ik arman hai ye
Iss ishq ki kya tarif karu
Dil ka ik arman hai ye
Arman nahi tufan hai ye
Rokne se bhi ye tufan kaha rukta hai
Rokne se bhi ye tufan kaha rukta hai
Ud jati hai khabar
Ishq ho jaye agar
Ud jati hai khabar
Ishq ho jaye agar
Ishq ho jaye agar
To kaha chhupata hai
Aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai
Aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai
Aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai
| Movie | Akayla |
| Singer | Alka Yagnik, Manhar Udhas, Mohammed Aziz |
| Director | Rajat Rawail, Ramesh Sippy |
| Music Composer | Laxmikant Pyarelal |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Star Cast | Amitabh Bachchan, Amrita Singh, Meenakshi Seshadri, Jackie Shroff, Shashi Kapoor, Aditya Pancholi, Helen, Keith Stevenson, Mahesh Anand, Kanwaljeet Singh, Mangal Dhillon, Vikram Gokhale, Gopi Desai, Dharmendra, Hema Malini, Kiran Juneja, Asif, Nafisa, Ani |