Aa Tujhko Bulaye Ye Pyasi Nigahe Lyrics | Pyara Dushman | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Nisar

Aa Tujhko Bulaye Ye Pyasi Nigahe Lyrics | Pyara Dushman | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Nisar

Aa tujhko bulaye ye pyasi nigahe
Ae jane jahan tu hai kaha aaja
Abhi to dil jawan naya naya hai jahan
Abhi to dil jawan naya naya hai jahan

Pyar ke raste bade nashile
Mere bahke kadam mujhe thame sanam
Mere bahke kadam thame sanam
Chal na saku mai ab kya karu ma
Abhi to dil jawan naya naya hai jahan

Pyar ka chaska nahi hai bas ka
Hai aankho me sharm mera dil hai naram
Hai aankho me sharm dil hai naram
Anjan hu mai kaise kahu mai
Abhi to dil jawan naya naya hai jahan

Kahe ka darr hai kaha najar hai
Nayi dagar hai yehi fikar hai
Karo iska na gam acha sanam
Ham hai tumhare tum ho hamare
Abhi to dil jawan naya naya hai jahan
Aa tujhko bulaye ye pyasi nigahe
Ae jane jahan tu hai kaha aaja
Abhi to dil jawan naya naya hai jahan
Abhi to dil jawan naya naya hai jahan

MoviePyara Dushman
SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi
DirectorBhagwan
Music ComposerNisar
LyricistSaba Afghani
Star CastJairaj, Nadira, Bhagwan, Sulochana, Leela Gupte, Sapna Chouhan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *