((aa bhee ja -2 ai mere hamdam) – (2)
Pyar leke aaya hai baharo kaa mausam – (2)) – (2)
Ham raho me aankhe bichhaye baithe hai
Inn aankho me sapane sajaye baithe hai
Sapane tute naa aapake hee nam ke hai
(Aa bhee ja -2 ai mere hamdam) – (2)
Pyar leke aaya hai baharo kaa mausam – (2)
Ae goriye, o goriye…..
Ham intjar aisa karenge bar bar
Pathhara gayee aankhe bhee do kya mere yar
Ajee divane ham aap ke hee nam ke hai
(Aa bhee ja -2 ai mere hamdam) – (2)
Pyar leke aaya hai baharo kaa mausam……
| Movie | Gaane Bhi Do Yaaro |
| Singer | A Band Of Boys |
| Music Composer | A Band Of Boys |