Zulm Ki Aandhi Mod Du Adharm Ki Lathi Tod Du
Naam-o-nishan Zulm Ka Dharti Se Du Mita
Baat Ye Mann Me Than Ke Lo Mai Aa Gaya
Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho – 2
Zulm Ki Aadhi Mod Du Adharm Ki Lathi Tod Du
Jay Bajrang Bali Tod Dushman Ki Nali
Mujhko Na Khali Havaldar Samjho O – 2
Jo Tumko Samjhaya Ik Baar Samjho
Chappa Chappa Janu Dushman Ki Gali Ka
Chela Hu Mai Bajrang Bali Ka
Hak Mulq Ka Ada Karo Tumko Ye Du Bata
Varna Sina Taan Ke Lo Mai Aa Gaya
Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho – 2
Soch Liya Kar Liya Maine Irada O – 2
Khud Se Nibhana Hai Ek Vada
Har Ek Ravan Ki Lanka Jalani Hai
Har Nagri Bharat Ki Avadh Banani Hai
Uthane Lagi Hai Josh Ki Jvala Is Tarah
Tufan Ban Ke Aag Ka Lo Mai Aa Gaya
He Zulm Ki Aandhi Mod Du Adharm Ki Lathi Tod Du
Naam-o-nishan Zulm Ka Dharati Se Du Mita
Baat Ye Mann Me Than Ke Lo Mai Aa Gaya
Zulm Ki Aandhi Mod Du Song Lyrics from the movie/album Lo Main Aagaya. The song Zulm Ki Aandhi Mod Du was sung by Udit Narayan. The music was given by Anand Raj Anand. The lyrics were Penned by Anand Raj Anand, Dev Kohli, Rajesh Malik
Share your thoughts