Zuba Zuba Pe Hogi Teri Meri Prem Kahani
Zuba Zuba Pe Hogi Teri Meri Prem Kahani
Kahe Kya Is Dil Ki Dhadkan Sun Zara Dilbar Jani
Zuba Zuba Pe Hogi Teri Meri Prem Kahani
Zuba Zuba Pe Hogi Teri Meri Prem Kahani
Tere Gulabi Galo Pe Mere Labo Ki Hai Lali
Tujhe Chhupa Le Saye Me Sanam Meri Julfe Kali
Sapne Tere Mujhe Aate Hai Soya Nahi Kai Rato Me
Pal Pal Ek Bechaini Hai Khoyi Rahi Teri Bato Me
Bhula Na Payegi Jisko Dunga Mai Aisi Nishani
Zuba Zuba Pe Hogi Teri Meri Prem Kahani
Zuba Zuba Pe Hogi Teri Meri Prem Kahani
Yaha Kisi Ne Kiya Na Ho Koi To Aisa Kaam Kare
Hansi Wafa Ki Raho Me Chalo Ham Apna Naam Kare
Yaad Kare Duniya Jisko Aise Jawa Afsane Ho
Aur Na Koi Ho Jag Me Sirf Shama Parwane Ho
Tere Hawale Kar Di Hai Maine To Ye Zindgani
Zuba Zuba Pe Hogi Teri Meri Prem Kahani
Zuba Zuba Pe Hogi Teri Meri Prem Kahani
Zuba Zuba Pe Hogi Teri Meri Prem Kahani
Zubaan Zubaan Pe Hogi Song Lyrics from the movie/album Santan released in the year 2018 starring Jeetendra, Moushmi Chatterjee. The song Zubaan Zubaan Pe Hogi was sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. This movie/album was directed by Desai Narayana Rao. The music was given by Anand Milind. The lyrics were Penned by Sameer
Share your thoughts