Zor Ka Jhatka Haye Zoron Se Laga Song Lyrics from the movie/album Action Replayy. The song Zor Ka Jhatka Haye Zoron Se Laga was sung by Daler Mehndi, Richa Sharma. The music was given by Pritam Chakraborty. The lyrics were Penned by Irshad Kamil

Zor Ka Jhatka Haye Zoron Se Laga Lyrics

Now You Can Do It Like This
Take It To The Level You Can Do It Like That
Shake It To The Right
All My Ladies And My Man And My Mans And My Ladies

(Zor Ka Jhatka Haye Zoron Se Laga Ha Laga
Shadi Ban Gayi Umarqaid Ki Saza Ha Saza) – (2)

Yeh Hai Udasi Jaan Ki Pyasi
Shadi Se Achcha Tum Le Lo Fansi
Lakho Dukho Ki Hoti Hai Ye Wajah Ha Wajah
Zor Ka Jhatka Haye Zoron Se Laga Ha Laga
Shadi Ban Gayi Umarqaid Ki Saza Ha Saza

Jiski Shadi Par Jana Usko Itna Samjhana
(Jiski Shadi Par Jana Usko Itna Samjhana
Na Kar Shadi Ye Barbadi Phir Na Pacchtana) – (2)
Ha Mauka Hai Pagle Shadi Se Bachle
Samjha Le Dil Ko Ye Shadi Ko Machle
Shadi Ke Mandap Se Tu Khud Ko Bhaga Ha Bhaga
Zor Ka Jhatka Haye Zoron Se Laga Ha Laga

(Sabse Pehle Shadi Thi Yaro Jahan Me Jisne Ki
Usko Dhundho Pakdo Pito Galti Usne Ki) – (2)
Woh Tha Saudai Banke Kasai
Usne To Sabki Lutiya Dubayi

Pani Mile Na Maro Aisi Jagah Ha Jagah
(Zor Ka Jhatka Haye Zoron Se Laga Ha Laga
Shadi Ban Gayi Umarqaid Ki Saza Ha Saza) – (2)
Zor Ka Jhatka Haye Zoron Se Laga Ha Laga

Share your thoughts

Lyrical: zor ka jhatka | action replayy |akshay kumar, Zor ka jhatka - lyrics | action replay | daler mehndi | richa s | akshay kumar |, Akshay kumar | action replayy, Aishwarya rai bachchan | daler mehndi, Action replayy, Richa sharma, Zor ka jhatka full song | aishwayra rai, Zor ka jhatka full hd song action replayy, Daler mehndi, Action replayy: zor ka jathka full song, Zor ka jhatka lyrics, Zor ka jhatka song, Pritam, Jor ka jhatka haa joro se laga