Zindagi Me Husn Hai Husn Me Garur Hai
Ek Nayi Bahar Hai Ek Naya Suroor Hai
Kuchh Na Kuchh Zaroor Hai
Kuchh Na Kuchh Zaroor Hai
Zindagi Me Husn Hai Husn Me Garur Hai
Ek Nayi Bahar Hai Ek Naya Suroor Hai
Kuchh Na Kuchh Zaroor Hai
Kuchh Na Kuchh Zaroor Hai
Itni Sawarne Lagi Ae Meri Sarkaar Kyu
Itni Sawarne Lagi Ae Meri Sarkaar Kyu
Dekhti Hun Aaina Din Mein Kai Baar Kyu
Din Mein Kai Baar Kyun
Dekhti Hu Aaina Din Mein Kai Baar Kyun
Din Mein Kai Baar Kyu
Kya Kahu Dil Aa Gaya
Baat Kya Huzoor Hai
Ek Nayi Bahar Hai Ek Naya Suroor Hai
Kuchh Na Kuchh Zaroor Hai
Kuchh Na Kuchh Zaroor Hai
Aisi Na Baate Karo Ruth Ke Chal Denge Ham
Aisi Na Baate Karo Ruth Ke Chal Denge Ham
Dil Jo Kahi Aayega Dil Ko Masal Denge Ham
Dil Ko Masal Denge Ham
Hamko Apne Aap Par Naaz Hai Guroor Hai
Ek Nayi Bahar Hai
Ek Naya Suroor Hai Kuchh Na Kuchh Zaroor Hai
Kuchh Na Kuchh Zaroor Hai
Zindagi Me Husn Hai Husn Me Garur Hai
Ek Nayi Bahar Hai Ek Naya Suroor Hai
Kuchh Na Kuchh Zaroor Hai
Kuchh Na Kuchh Zaroor Hai
Kuchh Na Kuchh Zaroor Hai
Kuchh Na Kuchh Zaroor Hai
Zindagi Me Husn Hai, Husn Me Garur Hai Song Lyrics from the movie/album Insaaf released in the year 2018 starring Nalini Jaywant, Ajit. The song Zindagi Me Husn Hai, Husn Me Garur Hai was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Kedar Kapoor. The music was given by Chitragupt. The lyrics were Penned by Asad Bhopali
Share your thoughts