Zindagi Mauj Udane Song Lyrics from the movie/album Avtaar released in the year 2012 starring Rajesh Khanna, Shabana Azmi. The song Zindagi Mauj Udane was sung by Alka Yagnik, Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar. This movie/album was directed by Mohan Kumar. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Zindagi Mauj Udane Lyrics

Tara Ram.. Too Ru Ru……..
Jindgi Mauj Udane Kaa Nam Hai
Jindgi Yaro Kee Jawani Kaa Jam Hai
Jam Hai, Payam Hai, Jindgi Tara Ram, Tara Ram
Too Ru Ru…..

Jindgi Mauj Udane Kaa Nam Hai
Jindgi Yaro Kee Jawani Kaa Jam Hai
Jam Hai, Payam Hai, Jindgi
Nahee Nahee Yeh Jindgi Toh Mehnato Kaa Nam Hai
Nahee Nahee Yeh Jindgi Toh Mehnato Kaa Nam Hai
Waqt Hai Bahut Hee Kam Aur Bada Kam Hai
Waqt Hai Bahut Hee Kam Aur Bada Kam Hai
Jindgi

Ho Jitne Khushiyo Ke Sapne Hain, Yaro Woh Sare Apne Hain
Ho Jitne Khushiyo Ke Sapne Hain, Yaro Woh Sare Apne Hain
Gham Toh Kisi Begane Kaa Nam Hain, Jam Hai, Payam Hai, Jindgi
Kaisa Yeh Riwaj Hai Dooniya Ke Saraye Me
Kaisa Yeh Riwaj Hai Dooniya Ke Saraye Me
Ped Jala Dhup Me Log Baithe Saye Me
Ped Jala Dhup Me Log Baithe Saye Me
Jindgi

Haq Pyar Kaa Aaj Ada Kar Du, Tujhpe Jan Fida Kar Du
Haq Pyar Kaa Aaj Ada Kar Du, Tujhpe Jan Fida Kar Du
Jina Yu Hee Mar Janey Kaa Nam Hain
Jam Hai, Payam Hai, Jindgi
Marta Hain Admi Sau Bar Janam Leta Hain
Marta Hain Admi Sau Bar Janam Leta Hain
Himmat Kee Kokh Se Avtar Janam Leta Hain
Himmat Kee Kokh Se Avtar Janam Leta Hain
Jindgi.

Share your thoughts

No Keywords