Zindagi Ke Suhane Haseen Song Lyrics from the movie/album Roshni released in the year 2013 starring Gulshan Grover, Bikram Saluja. The song Zindagi Ke Suhane Haseen was sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. This movie/album was directed by Karan Razdan. The music was given by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. The lyrics were Penned by Ibrahim Ashq. The music rights for song purely belongs to Tips Music

Zindagi Ke Suhane Haseen Lyrics

Zindagi Ke Suhane Haseen Mod Par
Zindagi Ke Suhane Haseen Mod Par
Kaun Ye Mil Gaya Kaun Ye Mil Gaya
Mera Dil Khil Gaya
Chalte Chalte Kadam Aaj Rukane Lage
Chalte Chalte Kadam Aaj Rukane Lage
Mujhko Aisa Laga Mujhko Aisa Laga
Hum Safar Mil Gaya

Itani Jhaldi To Rishte Ye Bante Nahi
Itani Jhaldi To Rishte Badalte Nahi
Tumne Socha Kabhi
Jo Bhi Milate Hain Milke Bichhadte Bhi Hai
Dil Ke Ghulshan Jahan Mein Ujhadte Bhi Hai
Tumne Dekha Nahi
Yaar Bichhade To Jeene Se Kyaa Fayada
Yaar Bichhade To Jeene Se Kyaa Fayada
Aisa Lagata Hain Toofani Saahil Gaya
Jaise Saahil Gaya

Hum To Ek Jaan The Ek Armaan The
Pyaar Mein Ek Dujhe Ki Pehchaan The
Phir Ye Kyaa Ho Gaya
Waqt Ke Saath Pehchaan Kho Jaati Hain
Phir Ek Nayi Suruaat Ho Jaati Hain
Ye Wahi Ho Gaya
Tum Bhi Aazaad Ho Main Bhi Aazaad Hoon
Tum Bhi Aazaad Ho Main Bhi Aazaad Hoon
Jo Sila Humko Milna Thaa Woh Mil Gaya
Woh Silla Mil Gaya

Zindagi Ke Suhane Haseen Mod Par
Kaun Ye Mil Gaya Kaun Ye Mil Gaya
Mera Dil Khil Gaya
Chalte Chalte Kadam Aaj Rukane Lage
Mujhko Aisa Laga Mujhko Aisa Laga
Hum Safar Mil Gaya.

Share your thoughts

No Keywords