Zindagi Jab Bhi Teri Bazm Mein Song Lyrics from the movie/album Umrao Jaan released in the year 2016 starring Rekha, Farooq Sheikh. The song Zindagi Jab Bhi Teri Bazm Mein was sung by Talat Aziz. This movie/album was directed by Muzaffar Ali. The music was given by Mohammed Zahur Khayyam. The lyrics were Penned by Shahryar (Akhlaq Mohammed Khan). The music rights for song purely belongs to Saregama

Zindagi Jab Bhi Teri Bazm Mein Lyrics

Zindagi Jab Bhi Teri Bazm
Mein Laati Hai Hame
Zindagi Jab Bhi Teri Bazm
Mein Laati Hai Hame
Ye Zamin Chand Se Behatar
Nazar Aati Hai Hame
Ye Zamin Chand Se Behatar
Nazar Aati Hai Hame

Surkh Phulon Se Mahak
Uthati Hain Dil Ki Rahen
Surkh Phulon Se Mahak
Uthati Hain Dil Ki Rahen
Din Dhale Yun Teri Aawaz
Bulaati Hai Hame
Din Dhale Yun Teri Aawaz
Bulaati Hai Hame
Ye Zamin Chand Se Behatar
Nazar Aati Hai Hame

Yaad Teri Kabhi Dastak
Kabhi Saragoshi Se
Yaad Teri Kabhi Dastak
Kabhi Saragoshi Se
Raat Ke Pichhale Prahar
Roz Jagaati Hai Hame
Raat Ke Pichhale Prahar
Roz Jagaati Hai Hame
Ye Zamin Chand Se Behatar
Nazar Aati Hai Hame

Har Mulaqat Ka Anjaam
Judai Kyun Hai
Har Mulaqat Ka Anjaam
Judai Kyun Hai
Ab To Har Waqt Yahi
Baat Satati Hai Hame
Ab To Har Waqt Yahi
Baat Satati Hai Hame
Ye Zamin Chand Se Behatar
Nazar Aati Hai Hame
Zindagi Jab Bhi Teri Bazm
Mein Laati Hai Hame.

Share your thoughts

Umrao jaan, Talat aziz, Farooq sheikh, Zindagi jab bhi, Khayyam, Mohammed zahur khayyam (musical artist), Mohammed zahur khayyam (composer), Zindagi jab bhi teri bazm mein lati hai lyrics, Faroof sheikh ghazals, Zindagi jab bhi teri bazm mein lati hai cover, Farooq sheikh songs, Umrao jan zindagi jab bhi cover, Umrao jaan zindagi jab bhi, Zindagi jab bhi talat aziz, Farooq shaikh (film actor), Zindagi jab bhi teri bazm mein lati hai hamein