Zindagi Aur Maut Dono Song Lyrics from the movie/album Zindagi Aur Maut released in the year 2015 starring Pradeep Kumar, Faryal Manmohan. The song Zindagi Aur Maut Dono was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Nisar Ahmad Ansari. The music was given by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). The lyrics were Penned by Shakeel Badayuni. The music rights for song purely belongs to Saregama

Zindagi Aur Maut Dono Lyrics

Zindagi Or Maut Dono Ek Hai
Dil Agar Lagta Na Ho Sansar Me

Zindagi Or Maut Dono Ek Hai
Dil Agar Lagta Na Ho Sansar Me
Zindagi Or Maut Dono Ek Hai

Kya Bharosa Jindagi Ke Sath Ka
Kya Bharosa Jindagi Ke Sath Ka

Dil Ke Taro Ki Hasi Awaz Ka
Do Ghadi Ki Wahmadi Hai Wah Ki
Do Ghadi Ki Wahmadi Hai Wah Ki

Iske Age Kuchh Nahi Jankar Me
Zindagi Or Maut Dono Ek Hai

Har Kisi Dil Me Khusi Milti Nahi
Aayine Tute Bhi Hote Hai Kahi

Har Kisi Dil Me Khusi Milti Nahi
Aayine Tute Bhi Hote Hai Kahi

Bechne Walo Najar Se Kam Lo
Phool Bhi Uljhe Hue Hai Har Me

Zindagi Or Maut Dono Ek Hai
Dil Agar Lagta Na Ho Sansar Me
Jindagi Or Maut Dono Ek Hai

Shama Se Puchhe Koi Dil Ki Lagi
Shama Se Puchhe Koi Dil Ki Lagi

Kab Jali Thi Or Kaise Bujh Gayi
Gham Ki Manzil Hai Kathin Hai Uske Liye
Gham Ki Manzil Hai Kathin Hai Uske Liye

Jisko Khusiya Mil Chuki Ho Pyar Me
Zindagi Or Maut Dono Ek Hai

Dil Agar Lagta Na Ho Sansar Me
Zindagi Or Maut Dono Ek Hai.

Share your thoughts

No Keywords