Haule Haule Sanjana Dheere Dhere Balma
O Ho Ho Ho
Zara Haule Haule Chalo More Sajana
Hum Bhi Peche Hai Tumhare
Kaisi Bhigi Bhigi Rut Hai Suhaani
Kaise Pyare Nazare
Zara Haule Haule Chalo More Sajna
Pad Jaye Janab Mai To Aap Ke Gale
Ab To Nibhane Bagair Na Chale
Pyaar Ke Safar Mei Hote Hi Rahenge
Jhagade Hazaar Sanam
Phir Bhi Milke Kadam Sajana
Hote Hi Rahenge Nechi Nazar Ke
Meethi Meeth Ishare
Zara Haule Haule Chalo More Sajana
Dekhali Huzoor Maine App Ki Wafa
Bataoon Hi Bataoon Mei Ho Gaye Khafaa
Dil Ko Tu Dilbar Ke Hi Chuke
Dil Ka Karaar Na Lo
Mujhe Mera Pyaar Do
Duniyaa Sanwar Do
Tum Jo Nahi Tu Kaise Lagegi
Jeewan Naiya Kinaare
Zara Haule Haule Chalo Mere Sajna
Posted By : Kashish
Zara Haule Haule Chal More Sajana Song Lyrics from the movie/album Sawan Ki Ghata. The song Zara Haule Haule Chal More Sajana was sung by Asha Bhosle
Share your thoughts