Zamane Se Kuch Log Song Lyrics from the movie/album Zara Si Zindagi released in the year 2016 starring Mazhar Khan, Neelu Phule. The song Zamane Se Kuch Log was sung by K. J. Yesudas (Kattassery Joseph Yesudas). This movie/album was directed by K Balachander. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Zamane Se Kuch Log Lyrics

Jise Maut Aayi Sakun Mil Gaya
Sakun Mil Gaya
Jise Maut Aayi Sakun Mil Gaya
Sakun Mil Gaya
Ke Murjha Gaya Phool To Khil Gaya
Ke Murjha Gaya Phool To Khil Gaya
Tadapte Wahi Hai Jo Marte Nahi
Zamane Se Kuch Log Darte Nahi
Zamane Se Kuch Log Darte Nahi
Kisi Ki Bhi Parwah Karte Nahi
Zamane Se Kuch Log Darte Nahi
Zamane Se Kuch Log Darte Nahi

Kahe Or Kya Hum To Hairan Hai
Kahe Or Kya Hum To Hairan Hai
Kahe Or Kya
Kahe Or Kya Hum To Hairan Hai
Khuda Jane Kaise
Khuda Jane Kaise Ye Insan Hai
Khuda Jane Kaise Ye Insan Hai
Kabhi Tut Kar Jo
Kabhi Tut Kar Jo Bikharte Nahi
Zamane Se Kuch Log Darte Nahi
Zamane Se Kuch Log Darte Nahi

Nigaho Mein Mausam Hai
Barsat Ka Barsat Ka
Nigaho Mein Mausam Hai Barsat Ka
Bane Kuch Bahana Mulakat Ka
Judai Mein Ab Din
Judai Mein Ab Din Gujarte Nahi
Zamane Se Kuch Log Darte Nahi
Zamane Se Kuch Log Darte Nahi

Kayi Zindagi Se Hai Hare Hue
Kayi Zindagi Se Hai Hare Hue
Kayi Zindagi Ke Hai Mare Hue
Sabhi Maut Aane Se Marte Nahi
Zamane Se Kuch Log Darte Nahi.

Share your thoughts

No Keywords