Laakh Roka Par Ruka Na Ishq Yeh Sarsor Hai
Apni Chahat Aur Kuchh Hai Ishq Ki Kuchh Aur Hai
Tere Mere Bas Mein Kya Hai Ho Raha Hai Jo Likha Hai
Is Lamhe Ki Khwaahishon Mein Zindagani Ki Raza Hai
(Yun Hi Re Yun Hi Re Mile Rahein Hum
Tujhi Mein Tujhi Mein Rangey Rahe Hum) – 2
Na Ganwara Tha Mujhe Jo Dil Ko Woh Manzoor Hai
Tujh Se Mil Ke Dil Yeh Jaan Kis Nashe Mein Choor Hai
Oho Saath Mil Ke Dil Se Tere Ho Gaya Hoon Ba-khuda Main
Teri Gurbat Se Bhi Kaisi Reh Sakoongi Ab Juda
Tere Nigahon Ki Baho Main Rahungi
Chahate Hamesa Raaho Main Rahungi
(Yun Hi Re Yun Hi Re Mile Rahein Hum
Tujhi Mein Tujhi Mein Rangey Rahe Hum) – 2
Yun Hi Re Song Lyrics from the movie/album David. The song Yun Hi Re was sung by Anirudh Ravichander, Shweta Mohan. The music was given by Anirudh Ravichander. The lyrics were Penned by A.M. Turaz
Share your thoughts