Ye Rut Hai Hasin Dard Bhi Hai Jawa
Ye Rut Hai Hasin Dard Bhi Hai Jawa
Harjai Nahi Hum Na Tum Bewafa
Ye Rut Hai Hasin Dard Bhi Hai Jawa
Milna Tha Hum Mil Hi Gaye
Phul Pyar Ke Khil Hi Gaye
Milna Tha Hum Mil Hi Gaye
Phul Pyar Ke Khil Hi Gaye
Ho Dil Se Yahi Du Mai Dua
Milke Na Ho Koi Juda
Ye Rut Hai Hasin Dard Bhi Hai Jawa
Harjai Nahi Hum Na Tum Bewafa
Ye Rut Hai Hasin Dard Bhi Hai Jawa
Sapne The Sapne Hi Rahe
Apne Jab Apne Na Rahe
Sapne The Sapne Hi Rahe
Apne Jab Apne Na Rahe
Ho Ruthe Ho Tum Kaun Sune
Koi Pyar Ka Sikwa Gila
Ye Rut Hai Hasin Dard Bhi Hai Jawa
Harjai Nahi Hum Na Tum Bewafa
Ye Rut Hai Hasin Dard Bhi Hai Jawa
Tan Man Prit Ke Dip Jale
Aaye Sahar Na Raat Dhale
Tan Man Prit Ke Dip Jale
Aaye Sahar Na Raat Dhale
Socho Jara Hogi Bhala
Phul Se Khusbu Kaise Juda
Ye Rut Hai Hasin Dard Bhi Hai Jawa
Harjai Nahi Hum Na Tum Bewafa
Ye Rut Hai Hasin Dard Bhi Hai Jawa
Yeh Rut Hai Haseen, Dard Bhi Hai Jawan Song Lyrics from the movie/album Harjaee released in the year 2019 starring Randhir Kapoor, Mala Sinha. The song Yeh Rut Hai Haseen, Dard Bhi Hai Jawan was sung by Kishore Kumar. This movie/album was directed by Ramesh Behl. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Vitthalbhai Patel
Share your thoughts