Chun Chun Ghungharwa Baaje Chun
Kahe Hain Kya Iski Dhun Nazar Mila Ke Baat Sun
Yeh Raat Phir Na Aayegi – 2
Jawani Beet Jaayegi – 2
Yeh Raat Phir Na Aayegi
Jawani Beet Jaayegi – 2
Yeh Mast Raat Ke Diye Nashe Mein Jhoomti Hui – 2
Nazar Ko Chedti Hui Dilon Ko Chumti Hui – 2
Yu Hi Guzar Gayi Agar Khatak Rahegi Umra Bhar
Hazaar Chahoge Magar Chahoge Magar
Yeh Raat Phir Na Aayegi – 2
Jawani Beet Jaayegi – 2
Yeh Raat Phir Na Aayegi
Jawani Beet Jaayegi – 2
Jawani Gaa Rahi Hai Dil Ki Dhadkanon Ke Saaz Par – 2
Janab Kahi Bhi Le Chalo Hamara Haath Thaamkar – 2
Kaha Ki Fikra Kaisa Gam Hamara Jo Hain Uske Ham
Tumhari Jaan Ki Kasam
Yeh Raat Phir Na Aayegi – 2
Jawani Beet Jaayegi – 2
Yeh Raat Phir Na Aayegi
Jawani Beet Jaayegi – 2
Yeh Raat Phir Na Aayegi Song Lyrics from the movie/album Mahal. The song Yeh Raat Phir Na Aayegi was sung by Rajkumari, Zohrabai Ambalewali
Share your thoughts