Yeh Masti Ka Aalam Umango Song Lyrics from the movie/album Danka released in the year 2018 starring Amar Nath, Nimmi. The song Yeh Masti Ka Aalam Umango was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by J P Advani. The music was given by Aziz Hindi. The lyrics were Penned by Jan Nisar Akhtar

Yeh Masti Ka Aalam Umango Lyrics

Ye Masti Ka Aalam Umango Ka Mausam
Ye Masti Ka Aalam Umango Ka Mausam
Jawani Ki Rut Hai Kahi Dil Laga Le
Jawani Ki Rut Hai Kahi Dil Laga Le

Bhatakti Rahengi Kaha Tak Nigahe Jalim
Nahi Dil Lagata Najar To Mila Le
Nahi Dil Lagata Najar To Mila Le
Ye Masti Ka Aalam Umango Ka Mausam

Machalti Ye Najre Lachakte Ye Abru
Dhalakta Ye Aachal Mahakte Ye Geshu
Mahakte Ye Geshu
Mera Husn Chalta Hua Ek Jadu
Adao Se Mare Najar Se Gila Le
Adao Se Mare Najar Se Gila Le
Ye Masti Ka Aalam Umango Ka Mausam

Dhadakta Ye Pahlu Tadapti Ye Bahe
Kaha Tak Jawani Bhare Sard Aahe
Bhare Sard Aahe
Hazaro Yaha Dil Lagane Ki Rahe
Hazaro Yaha Dil Lagane Ki Rahe
Ye Dunia Hai Dunia Ko Jannat Bana Le
Ye Masti Ka Aalam Umango Ka Mausam
Jawani Ki Rut Hai Kahi Dil Laga Le
Ye Masti Ka Aalam Umango Ka Mausam

Share your thoughts

Asha bhosle, Ayesha jhulka hot songs hd hindi, Masti, Umangon, Raj khosla, Hindi love songs, Aalam, Danka, Hindi, Lata mangeshkar, Romantic songs, Jhankar song, Jhankar gaane, 90s jhankar song, Tukur tukur dekhte ho kya jhankar, Ayesha jhulka song, Indian, Romantic, Madan mohan, Songs/hindi, Black and white, Inder kumar songs, Masoom movie all song, Ayesha jhulka movies, Ayesha jhulka ke gane, Daman, Ghost, Tukur tukur dekhte ho kya song, Ashaji, Classic