Ye Jawani Hai Ye Jawani Hai Meri Jan Dhum Machane Ke Liye
Nachne Gane Ke Liye Mauj Udane Ke Liye
Ye Jawani Hai Meri Jan Dhum Machane Ke Liye
Nachne Gane Ke Liye Mauj Udane Ke Liye
Ye Jawani Hai Meri Ja
Mang Lo Mohabbaat Deke Dil Ka Pyar
Zindagi Me Aaye Ye Mauka Ek Bar
Mang Lo Mohabbaat Deke Dil Ka Pyar
Zindagi Me Aaye Ye Mauka Ek Bar
Koi Gul Khilao Chali Jaye Na Bahar
Ye Umar Ye Najar Ye Lachak Ye Kamar
Ye Jawani Hai Meri Jan Dhum Machane Ke Liye
Nachne Gane Ke Liye Mauj Udane Ke Liye Ye Jawani Hai Meri Jan
Adao Se Ye Muskurana Tera Shram Se Ye Palke Jhukana Tera
Tere Husn Ki Yahi Tarif Hai Ke Aashik Hai Sara Jamana Tera
Adao Se Ye Muskurana Tera Shram Se Ye Palke Jhukana Tera
Tere Husn Ki Yahi Tarif Hai Ke Aashik Hai Sara Jamana Tera
Dil Ruba Pas Aa Tu Bhi Ga Tu Bhi Ga
Ye Jawani Hai Jane Ja Ye Jawani Hai Jane Ja
Dil Milane Ke Liye Pyar Nibhane Ke Liye
Mauj Udane Ke Liyeye Jawani Hai Jane Ja
Jo Chaha Tha Waisa Dildar Mila Ke Jindagi Me Pahli Bar Hai Mila
Meri Ye Jawani Nisar Tujhpe Ha Sab Kuch Mila Tera Pyar Hai Mila
Jo Chaha Tha Waisa Dildar Mila Ke Jindagi Me Pahli Bar Hai Mila
Meri Ye Jawani Nisar Tujhpe Ha Sab Kuch Mila Tera Pyar Hai Mila
Mai Jawa Tu Jawa Jhumta Hai Jaha
Ye Jawani Hai Meri Jan Dhum Machane Ke Liye
Nachne Gane Ke Liye Mauj Udane Ke Liye
Ye Jawani Hai Ye Jawani Hai Ye Jawani Hai
Yeh Jawani Hai Meri Jaan, Dhoom Machane Ke Liye Song Lyrics from the movie/album Heeron Ka Chor released in the year 2019 starring Mithun Chakraborty, Bindiya Goswami. The song Yeh Jawani Hai Meri Jaan, Dhoom Machane Ke Liye was sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by S K Kapoor. The music was given by Sonik Omi. The lyrics were Penned by Verma Malik
Share your thoughts