Ye Raat Aashiqana Chaya Sama Suhana Song Lyrics from the movie/album Naya Andaz released in the year 2018 starring Kishore Kumar, Meena Kumari. The song Ye Raat Aashiqana Chaya Sama Suhana was sung by Mohammed Rafi, Asha Bhosle. This movie/album was directed by K Amarnath. The music was given by O P Nayyar. The lyrics were Penned by Jan Nisar Akhtar

Ye Raat Aashiqana Chaya Sama Suhana Lyrics

Ye Raat Aashikana Chaya Sama Suhana
Najre Milane Wale Dil Bhi Jara Milana
Julfe Hasi Ghataye Aankhe Sharab Khana
Tujhse Najar Mili Kya Dil Ho Gaya Diwana

Tere Liye Hai Aaja Palko Ke Ye Ishare
Hontho Ki Mast Kaliya Aankho Ke Shokh Tare
Chaya Hua Nasha Hai Apni Kise Khabar Hai
Kya Jane Mai Kaha Hu Kya Jane Dil Kidhar Hai
Kuch Keh Raha Hai Tujhse Ye Dilruba Jamana
Najre Milane Wale Dil Bhi Jara Milana
Julfe Hasi Ghataye Aankhe Sharab Khana
Tujhse Najar Mili Kya Dil Ho Gaya Diwana

Behke Hue Kadam Hai Behki Hui Fiza Hai
Dil Ka Har Ek Arma Tujhko Pukarta Hai
Dil Me Tujhe Bitha Leaankho Me Aa Chupa Le
Ye Door Ke Ishare Hamko Na Maar Dale
Ye Raat Aashikana

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Vol. 63 ye raat aashiqana chaya sama suhana (from ''naya andaz''), O. p. nayyar mohammed rafi asha bhosle classic hindi soundtracks, Naya andaz, Yeh raat aashiqana, Naya andaz (1956), Asha bhosle, Mohammad rafi, O p nayyar, O.p. nayyar, Aaja sanam madhur chandni chori chori, Aaja sanam madhur chandni, Ye chanda roos ka na ye japan ka, Shankar jaikishan, Bharat bushan., Lata mangeshkar, Shamshad, Aaja sanam, Rashid khan, Meena kumari, Shamshad begum, Shakti samanta