Ye Mere Hai
Ye Mere Hai Mai Inki Hu
Ye Mere Hai Mai Inki Hu
Kaisa Ye Chitar Bana Ya Hai
Maine Inko Tan Man Jiwan Me
Rom Rom Me Paya Hai
Maine Inko Tan Man Jiwan Me
Rom Rom Me Paya Hai
Mere Prano Me Bar Bar
Khil Uthta Hai Arman Naya
Mere Prano Me Bar Bar
Khil Uthta Hai Arman Naya
Mai Jan Gaya Mai Man Gaya
Kya Jan Gaye Kya Man Gaye
Kis Or Tumhara Dhyan Gaya
Jo Chupa Rahe The Tum Mujhse
Wo Bhed Aaj Mai Jan Gaya
Jo Chupa Rahe The Tum Mujhse
Wo Bhed Aaj Mai Jan Gaya
Tumne To Man Ke Rango Se
Tumne To Man Ke Rango Se
Pritam Ka Chitar Banaya Hai
Tumne To Man Ke Rango Se
Pritam Ka Chitar Banaya Hai
Maine Ras Bhari Umango Se
Sajan Ka Chitar Sajaya Hai
Maine Ras Bhari Umango Se
Sajan Ka Chitar Sajaya Hai
Bas Gaya Tumhre Naino Me
Ye Bhavo Ka Maidan Naya
Mai Jan Gaya Mai Man Gaya
Mai Dekh Raha Hu Jaise Jaise
Chitar Pura Hota Hai
Mai Dekh Raha Hu Jaise Jaise
Chitar Pura Hota Hai
Samjhane Par Bhi Bar Bar
Mera Man Dhiraj Khota Hai
Samjhane Par Bhi Bar Bar
Mera Man Dhiraj Khota Hai
Tum Bhula Na Dena Kahi Mujhe
Tum Daya Ho Bhagwan Naya
Mai Jan Gaya Mai Man Gaya
Ye Mere Hai Mai Inki Hu Song Lyrics from the movie/album Ratnavali released in the year 2019 starring Surendra, Ratan Mala. The song Ye Mere Hai Mai Inki Hu was sung by Surendra, Naseem. This movie/album was directed by Surendra Desai. The music was given by Govind Ram. The lyrics were Penned by Brajendra Gaud
Share your thoughts