Ye Kya Kiya Chauth Mata Song Lyrics from the movie/album Karva Chauth released in the year 2018. The song Ye Kya Kiya Chauth Mata was sung by Usha Mangeshkar. The music was given by C Arjun. The lyrics were Penned by Kavi Pradeep

Ye Kya Kiya Chauth Mata Lyrics

Ye Kya Kiya Chauth Mata
Kahe Tod Liya Mujhse Nata
Laaj Bacha Meri Ek Aasha Hain Teri
Dukh Ye Saha Na Jata
Ye Kya Kiya Chauth Mata

Kuch Bhi Mera Apraadh Nahi Hain
Main Nirdosh Hu Maiya
Kuch Bhi Mera Apraadh Nahi Hain
Main Nirdosh Hu Maiya
Anjane Me Kar Baitha Hain
Bhul Mera Ek Bhaiya
Bhul Mera Ek Bhaiya
Hey Sukh Data Kyu Ban Gayi Tu
Hey Sukh Data Kyu Ban Gayi Tu
Mere Liye Dukh Data
Ye Kya Kiya Chauth Mata
Ye Kya Kiya Chauth Mata

Phir Se Jaga De Aake Bhagwati
Bhaag Meri Nathni Ka
Phir Se Jaga De Aake Bhagwati
Bhaag Meri Nathni Ka
Meri Vidhwa Preet Ko De De
Phir Suhaag Ka Tika
Phir Suhaag Ka Tika
Lauta De Mere Pramshwar Ko
Lauta De Mere Pramshwar Ko
Un Bin Kuch Nahi Suhata
Ye Kya Kiya Chauth Mata
Ye Kya Kiya Chauth Mata

Jab Se Main Bichhadi Preetam Se
Aag Se Khel Rahi Hu
Jab Se Main Bichhadi Preetam Se
Aag Se Khel Rahi Hu
Laalat Rah Ke Apmano Ki Jhadiya Jhel Rahi Hu
Jhadiya Jhel Rahi Hu
Ab To Sara Ka Sara Zamana
Ab To Sara Ka Sara Zamana
Ek Sati Ko Satata
Ye Kya Kiya Chauth Mata
Kahe Tod Liya Mujhse Nata
Laaj Bacha Meri Ek Aasha Hain Teri
Dukh Ye Saha Na Jata
Ye Kya Kiya Chauth Mata

Share your thoughts

Karva chauth, Lata mangeshkar songs, Karva chauth song, Karwa chauth song, New song of jass manak karwa chauth, Karwa chauth jass manak, Lata mangeshkar old songs, Karwa chauth by jass manak, Ye kya kiya chauth mata, Usha mangeshkar, Lata mangeshkar, Lata mangeshkar hits, Hits of lata mangeshkar romantic songs, Lata mangeshkar and kishore kumar songs, Lata mangeshkar sad songs, Best of lata mangeshkar songs, Lata mangeshkar and mohammad rafi songs, Karan arjun songs